Har dua mukammal ho,
Yeh mumkin nahi hai
Har dard ke marham ko,
Dhoondna aasa nahi hai
Lafz se ikraar koi bhi kar jaata hai,
Par uspe amal karna aasaan nahi hai
Har dua mukammal ho,
Yeh mumkin nahi hai
Har dard ke marham ko,
Dhoondna aasa nahi hai
Lafz se ikraar koi bhi kar jaata hai,
Par uspe amal karna aasaan nahi hai